Friday 24 February 2017

Dosto aj hum apko batate hai ki English me hum wish kaise karte hai

English me kaise wish karte hai,
hum apne friend se mil rahe hai to itna to apko pata hoga  ki subha me "Good morning" Dophar me "Good Afternoon" sham me "Good evening" bolte hai
Suppose ki ap apne friend se morning me mil rahe ho to bolege.

Hi
     Good morning


Apka friend bolega " Good morning "

Uske baad apne bola.    I'm Glad to see you

Dosto I'm glad to see you
Ko humbole apse milkar badi khushi hui
Bolte hai him hindi me ye gialogue

 Udhar se ans. Ayega.  "Pleasure is mine"  ya "it's my pleasure"

Ye to meri khushnaseebi hai jo ki me apse mila sari baate hum english me kar sakte hai but pata nahi hamare yaha per kya hoga hai ok

So uske baad hum  uske haal chal puchhte hai to my friend hum ek dialogue bolte hai

How are you

Apne suna bhi hoga apne bola bhi hoga
To mere dosto mai apko aj btata hoo ki kaise kisi bhi chiz me changing hoti hai nayi se nayi research hoti to English language me bhi nayi research hoti rahti hai isme bhi changin ho gai hai aj jo English me bolte hai

How are you doing

Dosto apko ajeeb lagega ki iska matlab ye kaha hota hai pata hai apne inddia me sabse jyada problem ye hai ki English me bolega baad me pahle uski hindi me matlab nikalega  nikalega.  Dosto mai apko bata doo ke kisi bhi word ka matlab Nabi hota dunia me kisi bhi chiz ka koi matab kahi hota sirf o sirf makshas hota hai how are ypu doing ka matlab Nabi hota maksad hota hai ki him kisi se us person ke halat puchte hai to ye dialogue bolte hai.

Dosto iske aaye ki baat me apko kal batauga ok bye. 

No comments:

Post a Comment

Hindi current Affairs 2020

हाल ही मे किस राज्य ने बाल श्रेमिक विद्या योजना की शुरुआत की है। A. उतराखंड B. हिमाचल प्रदेश C. गुजरात D. उत्तर प्रदेश And. D उत्तर ...